Tere Hawaale Song Lyrics - Arjit Singh, Laal Singh Chaddha

 Tere Hawaale Song Lyrics - Arjit Singh, Laal Singh Chaddha


- Tere Hawaale Lyrics -

Mainu Chadeya Ishq Mein Rang Tera
Ik Ho Gaya Ang Mera.. Ang Tera
Rab Mileya.. Jad Mileya
Maahi Mainu.. Sang Tera
Naa Ho Ke Bhi Qareeb Tu
Hamesha Paas Tha
Ke Sau Janam Bhi Dekhta
Main Tera Raasta
Naa Ho Ke Bhi Qareeb Tu
Hamesha Paas Tha
Ke Sau Janam Bhi Dekhti
Main Tera Raasta

Jo Bhi Hai Sab Mera
Tere Hawale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawale Kar Diya
Jo Bhi Hai Sab Mera
Tere Hawaale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawaale Kar Diya

Dekha Zamaana Saara Bharam Hai
Ishq Ibaadat Ishq Karam Hai
Mera Thikaana Teri Hi Dehleez Hai
Ho Main Hoon Deewarein
Chhat Hai Piya Tu
Rab Ki Mujhe Nemat Hai Piya Tu
Mere Liye Tu Barqat Ka Taaveez Hai

Zara Kabhi Meri Nazar
Se Khud Ko Dekh Bhi
Hai Chaand Mein Bhi Daag
Par Naa Tujhmein Ek Bhi
Khud Pe Haq Mera
Tere Hawale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawale Kar Diya

Jo Bhi Hai Sab Mera
Tere Hawaale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawaale Kar Diya
Mainu Chadeya Ishq Mein Rang Tera
Ik Ho Gaya Ang Mera.. Ang Tera
Rab Mileya.. Jad Mileya
Maahi Mainu.. Sang Tera.

--------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Watch on YouTube



Previous Post Next Post